॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

narak ka varnan(Part-2) - parai stri ya purush ke saath sambandh banane ka parinaam

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jo yahan parae purush se rati karti hai apne pati ko dhokha dekar jo apni patni ko kha dekar dusri parai stri se aise papiyon ki shudhi nark mein ki jati hai rarav ka bada bhayanak swaroop hai raur narak ki lambai chaudai 2000 yojana hai ek yojana char kosh 24000 kilometer ka hai ismen angar raas bichhi hui hai agon ki angar raas yah nark bada dukhdai hai ab jo striyan paray purush hai to vai sahi saiya angar ki aur tapta hua aag ka purush jo purush parai stri se waise hi papi jeevtma ko dhadakti aag mein wo jal raha hai chikh raha hai pag pag par bhun bhun kar gir raha hai na murcha na maran raat din cheekhta rahta hai jalta rahta hai daudna hai 24000 kilometer kitne din bole shastron varsh isiliye bharat bhumi mein janm hona shastron mein mahanta ka varnan kiya gaya kyonki dharm ka palan karne wale jan hote hain jo nahi karte unke liye vyvastha hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi