॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

narak ka varnan(Part-9): sharab ke sevan se narak mein kaisi hogi saja ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

yahan jo sharab pite hain sharab pi kar ke apne pujya janon ka apman karte hain nahi unko prithvi ghumti nazar aati hai sharab pine wa usi mein dale jaoge narak waise hi bana hai tumhare liye kumhar ki chak ki tarah pura narak ghumta rahta badi raftar se chakra ki bhati nirantar ghumta rahta hai aur Yamraj ke dut koda liye khade rahte hain aur jaise uske samne aae to idhar mara chap se aur wo ghum ke sir se wo udhar mara udhar charon taraf kode ki mar aur us yantr ab wo ulti karta hai bhaykar bhay lag raha hai usi mein ghumaya jaata hai sharir pura mastak tak raktam ho jaata hai kodon ke marg se raftar se wo ghumta hai sab chithda ud jaata hai konon aur sab marna wahan hai nahi bahut kasht bhogna parta hai ye sharab pina ye bujurgo ka apman karna dusron ki hinsa karna atyachar karna ye band kar do ye tumhen tamogun raaksasi buddhi pradan karti hai isliye nishedh kiya gaya hai ismen ye mat socho ki jeev ki hatya nahi lekin hamara jo shastr ke tasma shastram praman karya karya vyvasthit aaj

vigyan bhi jo kuch labh le raha hai hamare shastron se hi le raha hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi