॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

mujhe marne se dar lagta hai ! Yah dar kaise khatm hoga ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

marne ka dar kaise khatm ho kripya karke aap hamen bataiye aap to marne wale nahi hai aur sharir bachega nahi ye jab do baten samjh mein aa jati hai to nirbhayata aa jati hai yah nischit marega sharir ye vinashi hai aur aap avinashi ho tumhen mrityu mar nahi sakti nainam chhindanti shastrani nainam ti pav ka na chain klen tap na shosh marka ab kya hai apne swaroop ko bhulkar ham sharir par rag kar baithe hain aur ham hai avinashi aur yah hai maran dharma aur yah marega aur ye main hoon aisa bhram ho gaya isliye mujhe dar lag raha hai to dar kyon lagta hai kyonki ham sharir ko main man liye aur sharir se bhog bhog rahe hain to hamen lag raha hai sharir chhuta to main mara sharir chhuta to mera sara sukh gaya ye agyaan ke karan isi agyaan ko mitane ke liye adhyatma garaj raha hai marne ka dar to agyaan hai bachchha marna to hai hi nahi ka aur kuch nahi marta bachchha sharir bhi nahi marta ye apne apne tatv mein leen ho jaata hai jaise jal tatv jal mein agni tatv agni mein vayu tatv vayu mein akash tatv akash mein prithvi tatv prithvi

mein aur avinashi atma usko to marna marna kya hai ek rup parivartan usi ko ham mrityu kahte hain ek sharir ko chhutna aur us sharir ko apne-apne tattwon mein mil jana isi ko mrityu kahte hain koi mrityu nahi hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi