॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

maa ki pukar: achhche karmon ke bavjud mera beta kyon chala gaya ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

main to achhche karm karti thi phir bhi mera beta kyon chale gaya ye nai kheti hai achhche karm purani kheti jo aapne ki uska phal hai is janm ke achhche karm ka is janm mein kuch bhi phal le is janm mein agar sahi dhang se achhche karm hue hote to pahli baat to shok nahi hota aur dusri kam baat ki kuch na kuch achhche karm hue tabhi aap yahan baithi ho aur aapko samjhane ko mil raha hai aur aapko bhagwat marg mil raha hai nahi aise dukh hote hain ki wo to gaya apne aap ko bhi nasht karne ki bhavna ban jati hai nahi ban jati to haan to pun ne to bachaya ki satsang mila aur satsang ne tumhen paramarth mein chalaya to aaj tumhari himmat hai ki tum sah sake sachchi kahte hain ye bhagwan ne hamko matlab anubhav diya agar hamari kidney na kharab hoti ham dusre ko updesh karte sab kuch sa ho to kahte tu jinke pav na gayi bavai kha jane peer pa ai lekin yahan raat din kasht ko sahte hue aapki seva mein is sharir rag se niklo naam jap karo na tum stri ho na purush ho sacchidanand bhagwan ke ansh ho apne ko bhul gaye ho

isiliye dukhi sukhi ho rahe ho nahi to parmanand mein swaroop hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi