॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya maa ya hone wali patni se kidney dan lena chahiye ya nahi ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maharaj ji bachpan se hai blood pressure ki wajah se meri donon kidney phayl ho gayi hai doctor ne bola shighr apni kidney transaplant karao bas aapki mrityu ho jaegi nahi to maharaj ji ab agar main apni maa ya apne hone wali dharm patni ek kidney dan leta hoon to mujhe koi usam aparadh pa hone wali abhi hui nahi nahi i nahi wo de de ji tayyar hai bade parinaam hai bhai aajkal ke bachchhe aur hone wali matlab ismen to bahut badi baat hai yar yahan to hue ko tyag rahe hain la marriage se byah karte sal bhar mein la ho jaata hai tumhari patni hone wali jo hai ham usko pranam karte hain to aapka agar aisa ban jae to ardhangini hai aap use le sakte hain aur jeevan nirvah donon karen bhagwan ka jaisa vidhan ho aap aisa bhi kar sakte hain usmen koi paap ya hani ki to baat hai nahi kyonki agar maa deti hai to maa ne to pura jeevan hi sajaya hai agar patni deti to ardhangini hai badhiya hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi