॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

thakur seva ke saath mansahar karna, kya yah sahi hai ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek bata rahe the ki wah bahut thakur seva karte sab karte par mans khate aur sharab pite hain kahte meri mauj main aise bhakti karunga to bhagwan kah rahe puja swang matra hai uski ki hui puja main sweekar nahi karta jaise bhasm mein kiya hua havan vyarth jaata hai aise uski ki hui puja vyarth jaegi bhagwan ke vachan isliye vyarth jaegi abalo nasani ab nan sa aaj tak galti hui ab galti nahi karunga tumhara mangal ho jaega par bhagwan ki puja ka bharosa rakh kar ke khub papa aacharan karo durgati hogi bhagwan kah rahe hain main use mrityu rup kal rup dand dunga main use bhay pradan karunga agyaa par chalo sab jeevan mein bhagwan hai aap jeevan ko ubal ubal ke khaoge aur kahoge ham bhagwan ko sone ka har pahna denge bhagwan sone se prasann hone wale nahi 4 lakh yojana ka ek hi pahar hai bhagwan ki srishti mein bhagwan ko tumhare kilo do kilo sona se prasannata nahi ho jaegi aacharan pavitra rakho

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi