॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Radha ashtmi vrat maharaj ji ke amulya vichar !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jaise ham ekadshi vrat rahte hain Janmastmi vrat rahte hain aise hi jaise Radhashthami vrat ki baat ye Radha ashtmi vrat matra keval prem prapti Vrishabhan bhavan mein jo prakt hui unke liye jo vrat ki baten hain wo to sadharan granthon mein bhi varnan hai lekin asdhran jab hamare is hriday rupi kunj mein lad leeju ka pradurbhav ho tab ham samjh payenge ki hamari Priya ju kya hai aur vraton mein jo shri ji ke vraton mein to to sadharan vraton ka to sab koi janta hai ki bhai doodh phal aadi ka ahar karke aur ham ladli lal ke liye ek din rahe iska hamen koi khas matra nahi hamari jo pakar ai hai ki kutu ka pudi singhada ka haluva ye hamari shri ji ke prasannata ke hetu to nahi honge shri ji ki prasannata ke hetu hoga jab hamare aansu bahte rahe aur shyama ha pyari jaise bhavan mein aap vrishabhan ke prakashit hui aise mere hriday rupi bhavan mein prakashit ho

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi