॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bachchon ki pitai ke baad kyon hota hai pachatava ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aap bolte hain ki grast jeevan mein parivaar mein hi bhagwat bhav karna chahiye ham vaisa hi karne ka prayas karte hain parantu kai bar bachchhe kahna nahi mante unki pitai kar di jati hai aur baad mein dukh hota hai ki aap to bhavna karenge Sandipni ji ke niche baithe hue hain jagatguru bhagwan shri Krishna Sandipni ji asan mein baithe hue jinki shwas se vedon ka pradurbhav hua va bhagwan hath jode baithe ek bar mahaprabhu chaitanya dev ji ke pita ko swapna mein ek mahapurush prakt hue aur kaha tum chaitanya dev ko dantte ho danta mat karo unka dantne ki baat to alag rahi agar u karenge uddandta karenge balrup hai to ham shpath bhi lagaenge bole hamen janna bhi nahi ki kaun hai jab mujhe saubhagya dene ke liye putr rup mein aae hain to vaisa hi vir karenge jo hamen swang mila hai ham apne swang mein rahe hamen mata ka swang mila hai to ham shpath bhi lagaenge dular bhi karenge usam pashat thodi hona prabhu hai bhav rakhna ismen thodi ki ham bete se kahe ki tum to bhagwan ho ga par andar bhav rakhna ki prabhu

aap inke rup mein hai par mujhe maa ka swang diya hai prabhu aise leela aapke saath karungi

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi