॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ek Depression se pidit bachchhe ko maharaj ji ne kya kaha ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aise lagne laga hai ki chhoti-chhoti chijon pe ki main bahut zyada depression chala gaya ye man darane lagta hai ki tu bar-bar ye tune ye galat kar diya tu agar sa main kisi gujarta hoon kisi ke pair bhid gaya to wo bar-bar mein man mein wahi baat accha aaj se hamari baat manoge hamen dost mante ho haan mante hain sir to jiske bhi pair lagega jo bhi aparadh lagega tum uski chinta chhod do aaj se tum uske dosti ka matlab jante ho tum ye karo ham dekh lenge to ham kah rahe hain tum chalo ye man hai bewkoof hai

ye aise bolta rahta hai tumhen chinta nahi karni to maine so sana ki mere ko paap lag jaega bilkul aaj se nahi sochna samjh rahe ho bilkul nahi sochna aur tumhen man se ladna hai bilkul nahi dar ham kah rahe hain na tumhen tabhi to kaha hamko dost mano na thoda vyayam karte hain vyayam karta hoon mere ek sal se depression mein chal taha hoon sir are bilkul khatm depression aaj se nahi manna depression mein tu hai aaj se tujhe sweekarya nahi karna ki main depression mein hoon bahut accha hai

tu bilkul depression mein nahi hai keval teri swikrati galat ho gayi hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi