॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhagwan ke naam ka chamatkar

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ek din Gyandev ji aur namdev ji donon mahapurush Brajmandal ke darshan karne aae pyas lagi to Gyandev ji ne kaha pani ka intazar thodi karna hai sukshm rup rakha kue mein gaye aram se peeke aa gaye bole ham to pi ke aa gaye namdev ji ne kaha itni bhi zaroorat nahi hai sukshm sharir dhar ke kua mein jane ki bole to bole dekho abhi vitthal vitthal vitthal vitthal pani upar uthne laga vitthal vitthal vitthal samne se pani nikla chhulu bhar bhar ke pi naam ki ek se ek chamatkarik mahapurush bhagwan ke anurag rang mein dube hue dikhaya naam ki mahima prabhu ke charnon ke aashray ki mahima shripad kah rahe hain bhul bhulaiya mein ye siddhiya bhi bhul bhulaiya goswami tulsidas ji kah rahe isht siddh ye jo Riddhi hai ye apne isht siddhi mein bahut badhak hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi