॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

brajvasi balak ka prashn: ham thakur ji ko "tu" kyon kahte hain ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ki ham apne se bado se aap karke bolte hain jaise main apne pitaji se aap karke bolta hoon aapse aap karke bolta hoon jo sabke pita hai unko tu karke kyon bolte ismen samjho wo apni atma hai pitaji aapse alag hai inko ham aap karke bolte hain lekin wo hamari atma hai thakur ji aur kya thakur ji atma hai na hamari ham apni shri ji se baat karte hain to tu tase baat karte hain kyonki wo apni atma hai sammaan dusron ka kiya jaata hai prabhu hamari atma hai isliye samjh pa rahe ho na

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi