॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

dukh ayega , pehle se hi tayyari kar lo

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

bhagat ji se jab ham baat karte to unse kahte bhajan karo ha aisa kar haan ab jab gira samasya ka to hosh ud gaye chehra ud wo shanti wah prasannata sab gayab kyon pehle se tayyar nahi the na us dukh ke liye tayyar nahi the isliye roz satsang mein aapko tayyar karte hain koi asadhya rog ho sakta hai koi ghatna ghat sakti hai koi paristhiti bigad sakti hai jahan se tumhen sukh mil raha hai wo band ho sakta hai jo tumhen pyar karte hain hat sakte hain jo tumhen apna mante hain tumhen chhod sakte hain yah sab pehle dimaag mein rakh y bahut accha rahega bahut pakke ho jaoge

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi