॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

maharaj ji sanyaas mein keval ek hi bar kisi gaon kyon gaye the ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

pure ganga kinare bhramn mein ek bar ek ganv mein gaye the barsa ho rahi thi sardi ka samay tha sharir ekdam sanvla par gaya ki ab laga ki ratri katne ke liye kuch garm jagah chahiye nahi to ho sakta hai ki ab ham kal subah chal na pave ek ganv mein gaye ki 23 24 25 ki avastha kaun rakhega apne darwaze pe to ganv ke bahar dekha ek janvar bandhe hue the to unse kaha ki aap hamen ek ratri ke liye vas ki vyvastha karenge to unhone kaha haan vyvastha karenge jahan bhaise bandi wahi kinare tum bhi le jao kaha haan uka udne ke liye to dekho ham ganv ke log kambal denge nahi tum leke bhag jao to to bole jo bhens ko udate hain wo ham bora de sakte hain ham kaha pakka de dijiye wo bora aise dala to sharir garm hua ham kaha char baje yahan se nikal jaenge bora yahi milenge pure ganga ji ki yatra mein ek ye keval vas raha hai nahi to vriksh ke leeche aise kabhi kambal nahi liya ashram vasiyon se jaisi sthiti usi sthiti bada anand rahta tha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi