॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab ek RAPPER ne gayi RAP mein apni jeevan gatha, kaise uska jeevan badal gaya!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aap raip gate hain aapke liye teen-char raip inhone likhe the aur ab dale the to kafi logon ne pasand kiya to ek aadha sunana chah rahe the aap shri Harivansh ab na pehle jaisa hoon main sab kuch badal chuka hai ek papi ne bhakti ka marg chayan kiya hai jahan bhi main dekhun mujhe Krishna dikhe mere Gurudev ki vani ne aisa asar kiya hai rakhna hath ko thaam ke ab main bhatakna nahi chahta maharaj ji ji nani kalpna mein chahta bhakti mera lakshya kiya aapse yah vada bhar ke Krishna ko sanson mein ab main Radha Radha gata main sochta hoon aap mujhe pehle kyon nahi mile ye aadha jeevan maya mein vyarth gavaya maine shri ji ke liye hi ab to aansu mere bahne sabko tyag diya jab se aap mere bane aaj bhi yad hai kaise logon ke tha sang mein keval bure aacharan hi bhare the is man mein ranga tha main maya kabhi kali ke hi rang mein phir aae aap jeevan mein aur hua jeevan dhanya main chahun na kuch bas chahun ekant paas jismen apni Radha rani ko lun ji bhar pukar dham Vrindavan mein subah Barsana mein ho sham mere har geeton ka nishkarsh

hai Radha naam

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi