॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

"mera cancer bhajan se theek ho gaya hai," is par maharaj ji ne kya kaha?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

mujhe cancer ki bimari thi prabhu aapki daya se main usse udhar ho pai aap utsahit rahie prasann rahie ham iska aadar nahi karte kyonki jiska cancer nahi theek hua aur bada bhajan kar raha hai to wah niruttara na ya jiski vipatti nahi tali aur wah bhajan kar raha hai to niruttara bhajan se lena dena nahi abhi abhi praarabdh bakaya hai sharir ko anya karyo ke liye cancer ruk gaya hai saikadon aise hain jo bhajan kar rahe hain lekin vipatti sa sankat aur dukh ko bhog rahe hain to wo purv janm ka vidhan hai isliye aap aandit rahie accha hua aur sabka accha ho jae yahi chahte sabka accha ho jae par uska bhajan se lena dena nahi hai bhajan kabhi nishphal hoga nahi par abhi jo hamara sharir dukh sukh ko prapt ho raha hai ye purv janm ke praarabdh se prapt ho raha hai abhi jo ham sadhan kar rahe hain age phal milega ye abhi tatkaal uska phal nahi hai ye tatkaal aapka punya uday hua aur aapke cancer ko rok diya aapka praarabdh ruk gaya

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi