॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

is baat ka vishesh dhyan rakhen

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jeev ke janm maran ka hetu karm hai yah agar yah karm ham prabhu ko samarpit kar dete hain kuch gyan na ho phir samjh lo jitna hamare paas jo kuch bhi hai yah sab to dayam vastu Govinda hai aur jo bhi ham karm kar rahe hain wo prabhu ko samarpit kar den aur naam jap karen kuch samjh mein ave na ave jo is gyan se gati milegi na usse shuddh nirmal gati isi bhakti se milegi bilkul darna nahi samjho sadharan se sadharan bhasha mein bata raha hoon jo ye gyan ki baat hai mere paas jo kuch bhi hai sharir sampatti vastu buddhi indri sab prabhu ki di hui hai prabhu ki di hui vastu se prabhu aap na mano sabko prabhu abhi itni kshamta nahi to apne sukh ke liye prabhu ko samarpit kar do karm jo ek ghanta mein do ghanta mein jo bhi karm kiye wo sab prabhu ko samarpit kar do aur naam jap karo aapko wahi gati prapt hogi jo shuddh gyan se prapt hoti hai is par jarur dhyan dijiye agar karm samarpit nahi karte to phir avashya mein bhog tavy katam karm se ye bandh lenge karm bahut janjal hai karmon ka har karm

prabhu ko samarpit karo prabhu agni hai sab karm bhasm ho jaenge aur hamko sansaar samudra se mukt kar denge

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi