॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

subah-subah ye baat man lo, zindgi badal jaegi !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

thoda charbi ghatni chahiye sharir ko utna hi bhojan do jitna kam chalao adhik bhojan wala mehnat nahi kar sakta dhyan rakhna thoda sa kam pare aise lambi sans chalne lagi phulne lage itna bhari pet ho gaya charbi are kahe ko bojha badha rahe ho lakdiyaan ka dher zyada lagega jalane mein marna hi hai iske liye bole subah-subah Baba ji marne ki baat jarur kar raha hai isiliye subah-subah kahte pura din tumhara badhiya jae marne ki baat karne se badhiya jaega haan hosh mein rahoge ki marna hai to bhagwan ka naam jap karna hai paap nahi karna hai dusre ko sukh dena hai bhagwan ki prasannata wale karya karne sharir chhutna hai aaj nahi to kal chhutega bas yahi maya hai jane dra Rasendra ye do indriyan aisi hai jo phasa deti bade-bade inko kabje mein kar lena chahiye maang nahi honi chahiye andar maang ho ki aaj ye pana hai to kisi ko batao mat aur sankalp ke anusaar aa jae to uchit hai ki pao mat agar pao to swad bigad ke pao

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi