maharaj ji aapke darshan karke man bharta hi nahi hai!
pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
asha leke aae the yahan par ki aapko dekhkar tript ho jaega aapko dekhkar tript ho jaega ne ka tript nahi ho raha dekh haan yah baat to yah asha to bhagwan na puri karen to accha hai gurujanon ki dekhne ki isht ke dekhne ki chah kabhi hamari puri na ho yah chah badhti hi chali jae aur isi chah mein ham roye to sab bhul jae sansaar ke jitne bhi gandi baten hain ye sab bhul jaenge sab vikar nasht ho jaenge jo sadguru dev ke dhyan mein rahta hai wo param pad ka akari ho jaata hai ab ye ho gaya ki hamne dekh liya bas ho gaya aisa to kabhi bhakti mein le hua jis jaise jitna jitna dekhte jao utne utne pyas badhti jati hai mano rup lochan mein pyas hi paida karti chali jati hai netr kabhi tript hi nahi hote premi ke wo sadaiv dekhna hi chahta hai use aur kuch accha lagta yahan tak itna prem badh jaata hai ki aisa lagta hai ki ab ham ji nahi sakte unke bina jab yah dasha rahti hai tab wo jagat pavan karne wala mahatma ban jaata hai mam bhakti yato nam Puna
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- jisse prem hota hai, uski har chiz pyari lagti hai — jab ham kisi ko apna mante hain to bar-bar uski charcha karne mein, bar-bar uski charcha sunne mein aur wah gali bhi pyari lagti hai jismen apna pyara rahta hai aur uske padosi bhi pyare lagte…
- bhagwan kab milte hain? Har sadhak ko janna chahiye | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj — ek bar narad ji maharaj bhramn karte hue ja rahe the to kuch samip pe ek bat vriksh ke niche mahatma bhajan kar rahe the ek peepal ke niche bhajan kar rahe the to narad ji ko pranam karke bat vriksh wale…
- mouka bar-bar nahi milta. Kahin der na ho jae! — yah jitni bhi gandi baten hain madirpan karna, mans khana, juaa khelnaa, vybhchar karna yah sab mahapap hai. Buddhi ko bhrasht karakar aise jeev ko nasht ho jaata. Yah samjh mein nahi aata. Manushya sharir…
- mangi hui har chiz kyon nahi milti, kya wajah hai? — maa ke paas gaye hamen itne rupaye dijiye nahi hamen chahiye itne nahi denge nahi denge nahi denge to badmash barbad karega to yah baat maa se hi ho sakti hai dusre se nahi ho sakti aap dusre se…
- 🤍🤍radhapiy ju ke phool bangla mein darshan 🤍🤍 — Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha [ghanta] Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha…
- kaliyug mein aisa kya khas hai jo Satayug mein bhi nahi? — kalyug papon ka vistar karega to munio ne vichar kiya ki papon se kaise bacha jae to bhagwan vyas dev ji us samay ganga ji mein snaan kar rahe the to sabne socha chalo vyas ji se chalkar ke…