॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ham aapko guru dakshina mein kya den?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

samarth to nahi lekin guru shishya parampara ke anusaar ham aapko kya guru dakshina de sakte hain bas aap svasth raho sukhi raho aur prasann man se apne seva ko karo aur beech-beech mein bhagwan ka smaran kar jisse aapka param mangal ho jae yahi hamari bhet hai aur yahi hamari mehnat ki safalta hai aap sukhi raho hamari samaj sukhi rahe samaj se bhrashtachar hate adharm buddhi hate vyasan buddhi hate paap buddhi hate yahi hamara prayas hai safalta to bhagwan ke hath mein hai prayas hamara jeev prayas kar sakta hai parinaam to karman vadhikaraste ma phalesh kadas parinaam to bhagwan ke hath mein aur mujhe bada accha parinaam dikhayee de raha hai hazaron hamare naujawan bhai sudhar rahe hain sat marg mein chal rahe hain to mujhe is baat se bahut sukh hota hai jab hamare bhai jan kahte hain ki hamne vyasan chhod diya gandi baten chhod rahe hain ham naam jap kar rahe hain ham apne desh ke liye apne samaj ke liye sudhar to hamen bahut accha yahi hamari bhet hai yahi hamare jeevan ki safalta hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi