॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

diksha ke liye pyaaj chhod diya hai, par yad aati hai.

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

sadhak aae the wo grihasth mein rahte the kah rahe lahsun pyaaj kyonki vaishnav paddhti mein bhog nahi lagaya jaata to kah rahe lahsun pyaaj chhod to diya ek sal mein bat jo pyaaj ki yad aati hai na matlab wo matlab wo krich krich wo salad mein jaisa hota tha bhagwan ki yad nahi aati pyaaj ki matlab wo wo jat bhulti nahi hai yar agar pyaaj y kata jae to durgandh ho jaegi la ho jae kahte hain ki kya baat hai matlab chhod to diya bat wo jab uski yad aati hai na matlab sara birah birah sa to agar gyan ho jae bachchha to in indriyon par phir kabu karne mein saralta ho jae agyaan mitane ke liye satsang suno naam jap karo aur dusron ki seva ki bhavna rakho to apne aap apni asakti khatm ho jaegi aapko sachchi batayen koi ichchha nahi na jine ki na marne ki na khane ki na pine ki koi matlab jaise hota hai na ki kuch to kuch shunya andar

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi