॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ghar ke bhojan ko prasad ke rup mein bankar grahan karne se kya hota hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

prasad se badhkar swadisht koi vastu nahi hoti dekho aap mandir mein itna peda ka tukda mil jae to kaisa lagta hai ganv mein jab satyanarayan ki katha hoti thi na to panchamrit aur panjeeri bachti thi ghar mein 10 122 liter doodh hai sab chijon vyvastha hai lekin jo narayan ko bhog laga wo charanamrit jab panchamrit milta hai itni panjeeri to lagta dobara lail mein khade ho jaate hain prasad prasad mein ek alaukik swad hota hai to ham apne ghar ke bhojan ko prasad bana karar paen to hamare hriday mein uski asakti nahi rahegi aur samasth dukho ka nash karne ki samarth bhagwat prasad mein hoti hai aur bhagwan ki priti dene mein samarth hai bhagwan ka prasad jaise charanamrit hai na roz charanamrit piyo akaal mrityu harnam sarv vyadhi vinash shri Krishna pado dakam peetwa punarjanma na vidyate roz charanamrit piyo to akaal mrityu ka nash ho jaega aur punarjanma nahi hoga ye bada prabhav hai charanamrit bhagwan ka prasad bhagwan ka naam inheen ke bal se to ham maya par vijay prapt karte hain

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi