॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

maharaj ji ne kyon lagai dant ? Pehle ki kin galtyon ke karan marne ka khyal aata hai ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

maharaj ji ye donon ka ek jaisa hi prashn tha isliye ye kah rahe hain ki pehle galtiya hui paap karm hu uske baad atmvishwas aur atambal itna nasht ho gaya ki marne ka khyal aata hai maharaj ji matlab thoda utsah dusre ko aap aur aap donon hai hamare ji alag-alag prashn hai bat ek jaise the haan nahi ham pehle puchna chahte hain marne ke baad phaiv star hotel mein chale jaoge kya iske baad bhi to socho na marne ke baad kya hoga marne ke baad ye jo mrityu ki swayam mein janbujhkar iska paap tumhari durgati kar daelga aap bahut bura paap hai iske baad jo pret yoni milti hai bhatakta rahta hai na jal pi sakta hai na bhojan tadpata rahta hai kabhi koi sant mahatma se takkar ho gayi to kalyan ho gaya nahi kitne yugo tatak tadpna parta hai murkhta kabhi mat karna marne ke baad koi phaiv star hotel chhodi ki aao sir kya marna samasyaon ka samadhan hai kya kyon bhai kiska aapka aapka bhi aisa aap hamen bataiye kya marna samasyaon ka samadhan hai kya sansaar ka marg aur bahut bada hai veer sahsi

bankar age ban ke ishwar bhai wo tere samne ghutne tek de tab to manushya jeevan sarthak pashu ki tarah jeevan vyatit karne wale ab ham safal nahi ho rahe to aap to wahan tumhare liye vyvastha thodi rakhiye durgati ko prapt ho gayi manushya jeevan har samay nirasha nahi rakhna chahiye asha mein jeena chahiye aaj hamare paas avyvastha hai kal vyvastha charan chumegi ham satya se chalenge dharm se chalenge bhajan kar lo ham kah patni chhod diye parivaar chhod diye main akela hoon to main bhagwan ka bhajan karke aisa tap karunga ki jisko chah jhuka lu apne bhajan mein kitni badi takat hai marna hi hai na to laga langoti marna hai to aisa mar ke amar ho ja marne jaisa dukhna chahta na laga langoti aur do roti maang ke kha raat din bhajan kar dekh pure vishv ko hilane de to gaye pure vishv ko jhukane ki takat aa jaegi tu bhagwan ka ansh hai aur kis tarah se apne sharir ko nasht kar raha hai kya vyvastha mi bole hamse pyar nahi karte rail ke age kat ja kya usse tere ko labh milega are wo pyar nahi karta hai aise chal ki tujhe khud

sansaar pyar karne lage khud sansaar jhukne lage tere age wo aajkal sab murkhta chaai isliye kah rahe satsang suno naam jap karo har jagah safalta nahi milti har jagah asflata nahi milti safalta aur asflata hamare jeevan mein aise hai jaise din aur raat agar safalta ai to phulo mat asflata ane wali hai asflata ai to nirash mat ho safalta ane wali hai yah hath karna koi hamare liye samasya ka samadhan nahi hai marne ke baad jeevan bada durgati purn hota hai isliye bhog lo jo dukh sukh ave bhagwan ka naam jap karo naam jap karte ho kabhi kabhi hota hai maharaj ji phir nahi ho pata hai kya chintan karte ho nahi tumhara dimaag bata raha hai ki tum depression ki taraf ja rahe ho likha hai hamane likha hai ki depression ho raha hai ha wo to dimaag bata raha hai tum tumha ankhe jab mila ke dekh rahe hain to gadbad nazar aa raha hai kya bojha tumhare paas hai kya bojha hai mera man pata nahi maharaj ji itna tum veer pat kiye ho ki tumhara man tumhen down nahi karega aur kya karega isiliye ham chikh cheek ke kahte hain bachchon

se ki band karo yare boyfriend girlfriend hastam tune seene layak nahi rah jaoge hamari baat ko uphash mein mat lo hamari baat ko achhche se samjho abhi brahmcharya se hote har katne ki shakti tumhare andar hoti hai ab dubo ab khilwad khilwad mein nasht kar diya brahmcharya ab wo aisi chij to hai nahi ki aise tablet hai ki kha le tum aisa wo sanyam purvak raha jaata brahmcharya manushya jeevan ka bahut bada niv hai bahut badi unnati ka swaroop hai ab chhote-chhote bachchhe hastam tun gandi baton mein apne jeevan ko nasht kar rahe aapki kya samasya hai jo aap aisa soche maharaj ji konphidens nahi bilkul khatm ho gaya kuch aisi ghatnayen ho chuki hain jiski wajah se mera atmvishwas aur atambal bilkul khatm ho gaya hai isi wajah se aap ham par vishwas kar sakte ho ham koi vaidya nahi ki tumhen doctor bata rahe ham adhyatmik ki baat tumhen bata rahe hain jeevan mein itni jagah safalta itni jagah safalta ki agar ham apni baten tumhen batae to tum sochoge tum ji kaise rahe ho kidney failure aadmi hai

isko rakenge itne ki dawa lagegi ashram mein ashram se nikal diye jaate the bharoso dridh in charan ke ro bhagwan ka bharosa ki har kasht sahga asflata hi thodi hamen jeevan mein milti rahegi ek din safalta bhi milegi nirash kyon hote ho aap naam jap karte ho bahut kam nahi yar karo yahi dawa hai yahi tumhen bachaegi yahi tumhen sajaegi agar ham bhagwan ka bhajan na karte hote to mare marae baithe hain donon kidney phayl hai dialysis hota hai koi poochne wala nahi milta bhagwan ka bal hai to aap dekh lo sab kuch dekh

lo akh khol ke ham tumhen batae kya batae y tumhare upar hi samasya nahi hai sabke upar samasya aati hai lekin unse lada jaata hai hara nahi jaata aise nahi hara jaata jaise aap har kar soch rahe ki main samasya ka samadhan hai kya yah sharir chhutega dusra sharir milega phir bhayanak kasht phir kya karoge isi mein samadhan kar lo naam jap karo satsang suno aur apne karya shaili mein tanmay hona sikho jo tum ka kuch karya to karte ho na ki nahi karte koi karya abhi philhal koi kuch nahi karya abhi koi ab batao kaisa manushya jeevan hai jo bilkul bekar tit ho raha yar lebri to kar sakte hain ham agar koi karya nahi to ham aa ghante mehnat karke 50 rup kama sakte hain phaltu mein baithe se kya hoga ham ek tempo chala sakte hain ham ek riksha chala sakte hain ham koi bhi karya kar sakte hain manushya jeevan vyarth nasht karne ke liye nahi uttam aadmi wo hai jo samay ka sadupyog kar le aaj ham levri karenge kal ham chhoti si dukan kholenge parso mein hotel khol lenge ek chhota sa kam karne wala aadmi ek bahut bada

ban jaata hai tu hamari baat ko mankar kisi karya mein lago is khali baithe se sab kuch hota hai bhai hamare paas paisa nahi ki ham koi vyapar kar sake tum levri to kar sakte hain na kai prakaar ki levri hoti hai keval it patthar wali levri nahi hoti bahut tarah ki levri hoti hai ham karen ham chhote bankar lage to ham bade ban jaenge hamari baat ko samjh rahe ho aap aap dhairya rakho wahi bhagwan tumhara wahi bhagwan hamara hai bilkul ham tum dost hain himmat man ke chalo agar aaj ham levri karenge to kal malik

dekh raha hai wo uthaega wo utha de to phir koi girane wala nahi aap sachchi maniye aur usse agar nahi jude to phir kabhi uth nahi sakte chahe jitna utho giri jaoge to naam jap karo Radha Radha ya jo tumhen priy ho aur kuch kam karo koi kam karo aur bilkul yah sab baten chodo hamari mrityu hogi lekin apne time se hogi ham isko nasht nahi karenge mehnat karenge kuch bhi karo yar sansaar mein bahut kam hai kuch bhi karo lekin khali baithna paap hai khali mat baitho theek hai aapki kya samasya hai main bhul nahi pa raha hoon maharaj ji jo pehle ho gaya wo nahi bhul pa raha hoon kyonki kam bacha ye sabse bada dosh var paas isse hota hai Radha Radha japna shuru karo 10 15 20 minute dand baithak maro kilo do kilometer daudo aur gandi baat mat karna mahine do mahine mein film milo aa kar ke hamko theek hai batana aapko kaisa lag raha hai ham koi dhar phu ke koi aushadhi nahi y maha aushadhi hai aap satya se chaloge to swayam balvan ho jaoge theek hai aur yah kabhi karna nahi sochna bhi nahi hai bas maharaj ji aap kah do mere saath ho

ha ham aapke saath hain bilkul aapke saath hai ham aise logon ke saath zyada nazdik hai jo sudhar ke chal rahe hain wo to chal hi rahe hain aur jo bigde hue hain wo hamare upar pair rakhkar chale ham aise hain hamare kandhe par baitho aur chalo sat marg mein tum chinta mat karo ham tumhare dost hain theek hai yah kabhi mat sochna theek hai aap kam kya karte ho abhi to maharaj ji kuch man hi nahi lagta padhai mein bhi bas ghar pa are yar yah sab bewkoof logon ki baten hai man lage to kam ma yar ham kuch karen pehle matlab negative

ho jaata maharaj ji kuch chij dekho ye sare lakshan brahmcharya hinta ke hain aapke paas aa raha tha na to isse pehle teen bar bhi ye prashn kiya hai to wo man ne pehle hi bol diya ki nahi mil payega isse pehle hi mar jao yah sab chij nahi nahi bilkul ab tum negative jab kahe na to hamara chintan karna ham positive rakh denge chinta na karo aap aap tum samjh nahi rahe ho tum samjh nahi rahe ho kitni badi samarth ham bhagwan ke ansh hai yar ishwar ansh jeev paramatma ke ansh hai aur itna bhul karke niche gir gaye ki ham itne niche utho naam jap karo ham jo kah 15 20 minute dand baithak maro aur ek do kilometer daud lagao jo bhojan pao aur iske baad koi kam karo koi bhi kam karo ham ka kuch karo kuch karo y lago man ko lagana padega shaitan hai sabse pehle batch mein yahi prashn aaya tha to is shaitan ko karya mein lagao nahi over thinking negative soch ismen mar dega ye naam jap karo jo ham kah rahe hain waise chalo samjh rahe ho ek mahina theek se chalo phir hamen batao aake theek hai jaise ek bhai bhai se kahta waise main

tumhen kah raha hoon ekdam prasann man se raho nirash nahi hona ham sab ek dusre ka agar hit karen na to koi dukhi hi na rah jae ki na arth hai na kuch soch hai na koi rasta dikhayee de raha hai to kam mein lagoge to ek achhche vyakti ban jaoge dhire dhire dhire dhire unnati ko prapt ho theek hai maharaj ji

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi