॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

maharaj ji aapse ishq ho gaya hai kya aap bhi hamen pyar karte hain ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

char pach mahine se aapse aisa ishq aur lagav ho gaya ki main apne aap ko rok nahi pata ise chhupa ke rakho do dilon ka prem yadi mukh par aa jae to bahar nikal jane par va halka ho jaata hai isko chhupa ke rakho to andar hi andar wah badhta rahega jitna prem main aapse karta hoon kya aap bhi utna hi mere se karte hain shayad aapse zyada kyonki aapki drishti mein sharir hai hamari drishti mein aap mere bhagwan hain to main bhagwan se kitna pyar karta hoon yah aap nahi jaan sakte hain jin ke liye jeevan samarpit hai main unhin se baat kar raha hoon main unhin ko dekh raha hoon aap mujhe sant man sakte hain aap mujhe achhche sadhak man sakte hain lekin bhagwan aur main tumhen sidhe bhagwan manta hoon to aapko main kitna pyar karta hoon ye kaise jaan paoge aur agar sant se pyar ho jae to kapildev bhagwan ne kaha ki jo asakti sansaar ke bandhan ka karan hai wahi asakti jab sant mahapurushon se ho jati hai to moksh ka khula hua dwaar ban jati hai ji hazaron log kahte hain aap sapne mein aae to maraj ji hamare

prabhu jaate hain jaise ham yahan se hate ek delete mara sab khatm bas keval hamara jo chintan wahi chal raha hai hamen ek bar bhi dobara yah yad nahi aayegi ki inhone kya kaha tha ab agar prabhu ko yad dilani inka kam banana hai to hamare chalne lagega inka rup inki baat aur us samay jab bhagwat chintan karte hue chalega inko apne aap pahunch jaega jo yahan se pahunchna hai wo pahunche ab ye wahan tanmay hokar rone lagenge kab milu Baba se kaise milun k haan ye wo apne aap ye bhagwan ka khel hai ye ham antarik baat kahte hain

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi