॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhajan chhipa rahega to badhega, aur dikhega to..

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

agar aap kisi ko chupchap aise koi jaan na pave 000 do phir aapke andar dekho ek wo hoga aham yar ye kisi se to kahe bole suno Vrindavan gaye the kaha jaata gupt dan karo hamne chupchap muthi mein diya aur yah baat 50 ko bataega aur kah raha hai gupt dal diya aur phir kya kahega dekho kahna nahi kisi se ab yahi baat 50 ko kahega kahega hamne gupt dan diya ab yah hai murkhta ki gupt ko swayam prakashit kar raha hai apne jo punya bal hai pha hamen lagta hai apne punya ko chupana chahiye bhajan ko chupana chahiye ye bhajan jitna chhupe utna badhega aur jitna chhape utne nasht ho jaega ye baat su aur apne mein nich bhav rahega to shri Krishna gale laga lenge pakka aur apne mein uncha bhav rahega to girna padega kahin na kahin maya pa thokar marenga

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi