॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab apman ho tab kya sochna chahiye ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ab jab apman ho tab kya vichar karna hai tab yah vichar karna hai ki mere kisi paap ka marjan karane ke liye ye bhagwan mangal mein vidhan kiye hue hain jo meri ninda ho rahi mera apman ho raha hai ye mere kisi paap ka marjan ho raha hai aur aandit hona chahiye vichar ke dwara ham man aur apman mein na fase ye vivek ek aisi mahan shakti hai jo hamko bacha leti hai man apman se vivek jagrit ho jae satsang ke dwara shastr swadhyay ke dwara gurujanon ke vachno par shraddha vishwas karne se vivek jagrit ho jaata hai jahan vivek hua wo hamen man apman se bacha leta hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi