॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

shrikrishna ne nand Baba aur Yashoda maiya ko apne saath kyon nahi rakha ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maharaj ji shri Krishna ji ne nand Baba aur Yashoda maiya ko apne saath kyon nahi rakha itne ham na buddhiman hai na tum buddhiman ho ki achint gati leela sampann bhagwan ki lilaon mein prashn kar sake bhagwan achint leela shakti jahan brahma ki bhi khopdi nahi kam karti wahan brahma ke dwara hamari banai gayi khopdi hai to hamari tumhari khopdi prashn uttar leela mein nahi siddhant pe leela pe to kisi ki buddhi kam nahi karegi us achint ba shakti ke vishay mein ham kya bol sakte hain wo jo bhi karta hai wo karta hai wo karta hai wo jo bhi karta hai wo uske vidhan mein hota hai bas itni baat samjh lo apne premion ko kabhi ek kshan nahi chhota Yashoda maiya aur nand Baba se kabhi ek pal bhagwan kabhi bilag nahi hue wo to Yashoda maiya hai wo to nand Baba hai ham Premanand hain hamse alag nahi hai to unse kaise alag ho sakte hain ham to sadhan karke unki charan mein aae hain wo to siddh mahapurush hain unse kaise alag ho sakte hain to hamen lagta hai bhagwan ki leela gaen aur sun sunkar aandit ho aur

swayam paramarth pe chale tab hamen bhagwan ki lilaon ka rasaswadan hoga

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi