॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

navyuvkon aur yuvtiya ke liye maharaj ji ne yah sandesh diya.

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

naye bachchhe hain yah itna hi man le ki galat aacharan na karen aur nasha na karen itna hi man le to ham inke charan chhute hain sab bachchon ke mummy papa se bachchhe kaise baat karte hain tum apni dekho yar ham apni dekh lenge mummy papa se kah rahe hain aise to hamare apne bap ki nahi mante hamari baat kaise man lenge hamari man rahe hain yahi baat ham pranam karte hain bhaiya bahut pranam karte hain subah jab ham ate hain na to hamen lagta hai 80 pra jawan honge agar yah sudhre to bharat sudhar jaega kyonki naujawan matlab bhut avastha hoti hai aur ye sun rahe hain hath jod ke hamare bharat ke bhavishya hain ye koi ganda vyasan na karen aur ye gande aacharan se bach jae nahi bahut badi hani hoti hai phir blackmail hone lagte hain bachchhe phir apne ko control mein na karne ke karan wo apne ko mita dene ki sochne lagte hain thoda adhyatma sune nasha na karen vy vichar pravriti se bache aur apne aap ko bharat ki seva mein lagane yogya baname samaj ki seva mein lagane yogya baname itna bahut bada upkar ho jaega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi