॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Indian Navy ke ek jawan ne maharaj ji ko kavita sunai.

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

mar ji inhone ek kavita likhi thi nevi mein prabhu tu hai jo nir mein jo hai dhara mein hai sharir mein ekant mein tu bhid mein kalpit hai tu tasweer mein ushma hai tu sheet mein tu taal hai sangit mein tu prem mere mit mein bhavishya tu atit mein prabhu tu mere dhyan mein hai samasth gyan mein hai van mein tu udyan mein tu lau mein hai tu pran mein tu maa mein hai pita mein hai hai garb mein chita mein hai chinta mein hai chintan mein hai tu mere antar man mein hai tu brahm hai sansaar hai tujhse samasth sar hai tu Vishnu hai avatar hai tu shiv pralya akar hai tu shunya hai nirvikaar hai tu main hai mera prakaar hai tu dharm hai tu karm hai mere pran tujh mein baste tere man mein main mere man mein tu paramatma namaste vasudeva sarvam ki puri vyakhya hai vasudeva sarvam sab kuch wahi hai bilkul bahut sundar ek par bahut accha laga aap sainik ho kar ke haan desh seva aur bhagwat aradhna mein bhi aisi tatparta khub naam jap karte rahiyega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi