॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

apne pyar ko wapas pane ke liye aap jo bologe wo karungi ! Janm-janm uska saath chahiye

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jisse main prem karti hoon aur uska akasmik mrityu ho gayi badrinath ji mein aur mujhe har janm mein uska hi saath chahiye uske liye mujhe jo bhi marg chalna pare main wahi karungi ye bhulo mat wahi shri Krishna svaroopon mein hai wahi badri narayan mein apne swaroop mein leen ho gaye ab narayan ki upasna karo Krishna ki upasna hamari baat man lo to aur na samjh mein aae to unki photo rakh lo roti raho mil jae to hamen bata dena nahi aap batae marg pa chalengi haan agar aap shri Krishna se ye kahogi ki wahi rup

rakh ke aa jao to pakka jae tana karne ke liye rishi muni puri jat ki takat laga dete hain to aap bhi takat lagaiye brahmcharya se rahna kisi purush ka sparsh na karna naam jap karna thoda ann khana aur iske baad paramatma se kaho ki main pyar karti hoon wahi ab yah asakti hai karo asakti ke anusaar to phir samjh mein aayega ab dekho keval baton se to samjh mein aayega nahi maya par vijay prapt karke hi maya pati se ham jo chahe wo prapt kar sakte hain aise nahi bahut kathin hai bahut kathin hai haan pyar ka nirvah karna hai to Vrindavan mein baithe brahmcharya rahna ham ja kah rahe aur naam jap karna prabhu hi the wah aur prabhu se prarthna karna

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi