॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bachchhe ticher ki baat nahi mante, unhen kaise samjhaen?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

Gurudev aajkal kakshaon mein bachchhe shikshakon guruon ki avagya anadar karte hain ab ham log jab prat kal uthte the to mata-pita ne sikha dharti mata ke pair chuo karagre vaste lakshmi ab bhi yad hai kamde Saraswati karmul aur agar pair chune mein chuk ho jati thi to mata ji kahti thi bhagwan chhute the pratkal uth ke raghunatha mat pita guru naam matha tum bhagwan se badhkar ho chalo sabke jao phir galti manu chha wo sanskar jo bachpan mein diye jaate hain to wahi kabhi matlab gurujanon ka virodh karne ki vritti hi nahi aa sakti par ab chhote-chhote bachchhe hain itne matlab unki buddhi teevr hai pavitra nahi hai itni teevr hai ki pocho mat agar wah pavitra ho jae to bahut kam mein aa jae aur itne chhote-chhote bachchhe duniya ki baat search kar lete hain to buddhi to hai teevr lekin voh apvitra buddhi hai agar vivekavani ho to kam ho sakta hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi