॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Depression se bahar nikalne ka kya upay hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aajkal bahut log depression se grasit hai samaj ki kaise sahayata ho paegi Radha agar theek na ho jae to hamen bata dena agar hamari baat man lo jitne depression wale hain kuch din dawa khao lekin hamari dawa le lo Radha Radha Radha Radha aur theek na ho jae to hamen bata dena Radha Radha Radha vishwas karke bhai ye vishwas ki dawa hai bhagwan main theek hua hoon haan ki dawa bilkul vishwas kar le meri bahut halat kharab thi main chala hi gaya tha agar aapki dawa na hoti to medical sains ki dawa se theek hone haan

bilkul kyonki bhagwan mein aur bhagwan ke naam mein apaar samarth hai apaar sa do sal pehle main maha nal nalayak ek video dekhi aapne uske baad main maha nalayak se nalayak to hua hoon abheek bana ye chahta waise hamare prabhu ke darbar mein nalayak ka hi zyada aadar dekho prabhu ko kisi layak ki zaroorat nahi aur ham kisi layak nahi bas yah baat jab man mein baith jati hai to prabhu ka ladla ban jaata hai aur jab yah baat aati ki main kisi layak hu to phir uska girna shuru ho jaata hai ham layki wale aacharan na

karen haan par andar se hamen anubhav hota ra bhagwat prapti to aise

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi