॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

main har chuka hoon, mere man ne mera jeena haram kar diya hai, mujhe bacha lo!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

main bahut nirash aur hatash aur har kar aapki sharan mein aaya hoon mere man ne mera jeena haram kar rakha hai sab kuch jante hue bhi main gandi kriya gande drishya dekhna chhod nahi pa raha main sara din ghar mein para rahta hoon depression ki chhah sat varsh se dawa chal rahi hai main kisi bhi karya yogya nahi raha hoon tumhen kuch nahi chodna hamari baat pakdo pehle bas main aapka dost banna chahta hoon Gurudev dost banna chahta hoon main aapka papi hoon Gurudev bahut main aapke samne ham nahi nahi nahi bilkul

ham tum dost hain koi papi nahi tum aaj se depression rahi man lo ab mat manna ki tum depression mein ho tumse jo galti ho usko hone do aur naam jap karo aur jo ho raha tum bilkul aise samjho ki Baba ne pura theka le liya ab hamko koi chinta nahi aaj se tum dekhna aapka parivartan hoga par koi kam karo do char ghante ka kam karo koi bhi kam karo hamari tumhari dosti pakki aur aaj se tum bilkul anand karo theek hai hamare paas injection hai tum jao ye theek ho jaega mast rahe yar hamari zindagi

hi jagat ke liye hai mast rahe pahli baat to ye ki tum tum galat ho hatao dimaag se kyonki ye soch jo hai na aapko girati chali ja ham aapka hath pakar rahe hain aap nishcint raho jaisa sochoge vaisa ban jaoge dekho pahunch gaye na depression mein aaj se uthna shuru ho jaega hamari samarth tumhen uthaegi Radha naam jap karo ek din wo bal aayega ki sab chhut jaega ek galti par keval asar karo ki tumhen brahmcharya nahi khandit karna vada ham to bas theek hai cha aaj se dekhoge aap mahina bhar baad phir ana hamse milna

ke dost bhav se ai lav yu Gurudev ai lav yu ab ye to ham nahi bol sakte

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi