॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

maharaj ji, mera bhai Radha naam lekar sharab pita hai. Ise kaise sudharen?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ma ji ye bhai hai hamara ye matlab ko sharab pi leta hai aur Radha Radha karta hai bahut jor jor ki to usko kya kaun aapki baat bahut manta sab kuch chhod diya hai lekin sharab ka sevan nahi chhod pa raha raat ko Radha Radha karega pura din Radha Radha karega sharab ki botal pa pehle bhagat mile yar aap thoda samjhao aapki baat manta hai manta hai hamara jeevan dhan Radha naam tum Radha naam lekar sharab pite ho yar ham kahte Radha naam ke bal se sharab chhut jaegi aur tum Radha naam lekar sharab pite to hamari baat ki beijjti karva rahe ho chhod do yar bolo Vrindavan mein main baitha hoon aaj se sharab nahi piunga Vrindavan mein baitha hoon aaj se sharab nahi pia theek hai to aaj se bachchha aaj se band pakka band ho gayi ab theek hai kitne rupaye ki pite the 00 500 00 ra roz nikal diya karo gaushala mein kahin de ana mehnat hamari sarthak ho rahi jaise aap log asad karyo se bach rahe hain to mujhe lagta hai mera bolna sarthak hai mera jeevan sarthak hai nahi to ye mehnat kar rahe hain agar koi badle na to phir jeevan ka matlab

kya raha hamare jeevan ka matlab aap sukhi ho jao aap svasth ho jao aap achhche ban jao to ham manenge ki hamari sadhu hota hamara bhajan karna nahi to hamara kalyan to ho hi chuka hai hamen apni fikr nahi aap jaise samne aa gaye ab aapka mangal ho jae aapka jeevan badal jae jaise aapne kaha ye bahut badi bhet de di aapne

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi