॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab aapne shriji ki puja shuru ki to kya aap shiv ji ki bhi puja karte the ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti-koti pranam shri Radha rani ki puja prarambh kar rahe the tab kya shiv ji aur Radha ji donon ki puja karte the kya us dauran kisi antarik sangharsh ka anubhav hua ya aapki bhakti sahaj rup se antarik sangharsh ka anubhav hua par puja nahi karte the mar ji abhi yad aati hai purv ki jaise gh jaise ab vishvanath ji ka prasad aaya ya onkareshwar ka aaya mahakaleshwar ka aaya paral vaidyanath ji ka ate hi rahte jab wo aayega tab phir ekdam matlab hriday shithil ho jaata hai ki aapki apaar kripa apaar kripa ekdam wo purana jaise na purana abhyaas wo ekdam jagrit ho jaega man shithil ho jaega bhagwan par shraddha aur vishwas aur bhavna barabar ki hai aaj bhi aisa nahi ki itna bhi kam ho itna shri ji ke prati hai utne shiv ji ke prati hai itna bhi antar nahi kyonki sahi aapko to batae shivji hi shri ji hai aap devi bhagwat mein praman dekh lijiye bhagwan shankar hi jo Gaurang gangadhar hai wahi gori priyaj hai aur jo Bhagwati Uma hai wahi Krishna rup mein hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi