॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab Barsana, nandganv aur Vrindavan ke brajvasyon mein hui premmai ladai !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aao barsane wari ki jai wo nand ke lala ki jai aur svasth kaisa Baba aapka bas aap sabki kripa se chal raha hai charan kripa se chal raha hai are Nandlala ki puri kripa to Baba pura braj aaya tere paas nand gaam te barsane te Vrindavan te pura braj tere paas hai Baba ab batao Baba ha baat bhaar y baat chal rahi ki Baba pehle kahan jave ho barsane jave nandam jave Baba tum hi bata do pehle kahan jaenge barsa jaenge basa Baba hai Baba barsane ba mane baswan ke jamai keere ham na bole ham na bole jai ham to Radha

rani ki jai bolen mein to baman ko jama kaise bolenge kyon Baba dekh ham vinod mein to donon ko aise kah sakte hain lekin jab ham bhav mein dekhte hain to hamari ankhen do hain lekin drishti ek hai ab hamari ye pyari aankh hai ki ye pyari aankh hai nanon ke tare donon nainon ke tare hain kahne ko do hain agar ham Radha kishori ki jai bolte hain to Shyam sundar muskurate hain aur jab ham Shyam sundar ki jai bolte hain to ladli jo muskurati hai aur ham Radhe Shyam ki jai bolte to donon muskurate

hain par hamari drishti ek hai aise hamare Priya pritam ek hai itna bhi alag lene ki jai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi