॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

yah baat aapka bhagya badal degi !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maharaj ji bhagya bhagya bhi to bolte hain ki bhagya pura aapke rachit hai ki bhagya hi sab kuch hoga agar bhagya ke anusaar manushya sharir chalta hai to gadh mein manushya mein antar kya nahi ham naye bhagya ki rachna karne ki samarth lekar ke aae hain hamare bhagya mein bhagwat prapti nahi likhi hamare bhagya mein unnati nahi likhi ab ham tapasya karenge bhajan karenge sanyam karenge apne bhagya ko badalkar naye bhagya ki rachna karenge bhagwan ko prapt karenge ham bhagwan ke ansh sacchidanand ansh hai jaan apne ko jagrit ho ishwar ansh jeev avinash chetan amal sahaj sukh rasi are jahan kadam rakh de bhagwan par vishwas karke lanka mein Ravan ki sabha mein Angad ne kadam rakh diya ki bar-bar mere prabhu ko manushya kahta hai ho veer tere sabha mein koi mera pair utha de hila nahi paya bhagwan kaansh hai angat ji ham tum bhi bhagwan ka ansh hai bhagya ke anusaar chalne wale nahi hai bhagya ko rane wale ham hai bhagya ko ro aaya to bhagya dekh rahe ho bhagya kya kar pa raha hai bhagwan ka bal bhagwan ka aashray to bhagya kya karega

bhagya kya karega hamare sharir ko nasht kar do bhagya kya karega ham avinashi dusra sharir dharan karke phir bhajan karenge bhagwan ki prapti kare tu apne ko samjh bhagya ke adhin hok nahi baithna naam jap kar pehle khub dat ke aur yah vichar kar main bhagwan ka ansh paramatma ka anshu jidhar kadam rakhega udhar vijay hi vijay hogi abhi ahankaar se to har hi har hogi pyare

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi