॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

hanuman ji ne jab bhim ka ahankaar toda !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jab bhim pushp lene ja rahe the saugandh ki van to hanuman ji ne socha kahin aparadh na ban jae rishiyon ka isliye raste mein baith gaye bandar ke rup mein lambi pooch to shastriya siddhant hai kisi pashu ko bhi nahi langhna chahiye nahi pun nasht ho jaate hain aajkal ke log samjhte nahi jaise koi soya hua purush hai to aap lang nahi sakte nahi aapke punya nasht ho jaenge ya koi pashu hai to aap chhalang nahi mar sakte aap side se jaiye ab unki itni lambi pooch thi ki side mein pahar hai chhoti rasta beechwe hanuman ji se kaha vayuputra bhim ji ne vayuputra hanuman bhim ne kaha ae bandar pooch hata le mujhe jana hai kaha budha ho gaya hoon himmat nahi hatane ki hata lo kaha meri avhelna karta hai kaha hata lo bhai budha ho gaya hoon meri pooch hata ke chal do pura bal bhim ne laga diya to hath jodkar khade ho gaye ki main samjh gaya sadharan bandar nahi aap mere bade bhrata pawan putr hanuman hanuman ji ne bataya ki age jo hai dev rishiyon ka marg hai aap jaoge to aparadh ban sakta hai to unhone kaha bhaiya main

aapke us rup ko dekhna chahta hoon jis rup mein aapne lanka dahan karne ke samay kanak dhara ka sharira samar bhaykar atibal uka tum dekhne ki kshamta nahi to unhone kaha bhaiya jarur dikhao to hanuman ji ne jehi adas kiya aur rup badhne laga bhim kapama wo wahi rok diya bole abhi pura nahi hai abhi itna hi hai jisam kaap rahe the bhim hanuman ji ka rup dekhne ke samarth to unke bhai bhim mein bhi nahi the to hanuman ji ko prasann karne ke liye sitaram naam kirtan karo Ram charit ka gayan karo prarthna karo wo darshan de denge

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi