॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya sone ki dukan mein bhagwan ki murti ko pighlana uchit hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

koi kisi bhagwan ki murti ko chahe sone ya chandi ka ho jab saaf karane ya bechne lata hai galane ke liye kahta hai to man bahut dukhi evam vichlit hone lagta hai kya kiya jae maharaj ji aise mein ham ek upasak hai ham apne upasya dev ki chahe jitni murtiyan ho ham aisa karne ka nahi kah sakte bilkul nahi kah sakte aur aisa nahi hona chahiye ki hamare bhagwan murtiyon ko galaya jae ashtadhatu ki ho ya sone ki keval ho wo kaise log hain hriday jinhone abhi tak puja mein rakha ab unko bech diya aur wo kaise hriday hain jo bhagwan ke us rup ko galate phir tabhi hani hoti hai aparadh lagta hai tabhi phir puri ki puri dukan barbad ho jati hai aag lag gayi chori chori kar le kar le gaye ya koi ghatna ghat gayi ye aparadh hai aisa nahi hona chahiye hamari ham chaki ek upasak hai na ham koi vyapari to hai nahi to ham wahi baat tumhen bataenge jo adhyatma mein aapka mangal karegi ab age ki rasta aap dekho ki aap kaise chaloge

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi