main apne guru ko kaise bataun ki main unse kitna prem karta hoon?
pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
maharaj ji aapke duniya bhar mein itne shishya hain lakho hazaron ji main bhi unmein se ek hoon maharaj ji bahut pyar karta hoon aapse ji mujhe lagta hai ki kya mere guru ye jaan payenge ki main itna pyar karta hoon unse kya main unko jana paunga kabhi kya tum ye jaan paoge guru tumko pyar karte hain tabhi tum guru se pyar karte ho tum jaan paoge ki guru tumko pyar karte tabhi tumhare hriday mein guru ke prati pyar aaya hai aapki taraf se la hai guru ki taraf se prabhu jab se sharanagat hue hain aise aap bolte hain ki ichchhae jani chahiye tabhi prabhu ichchha badhti ja rahi hai ki ab lagta hai ki aapke darshan dobara kar lu dobara kar lu koi ja raha bhi lagta unke saath wo ichchhae nishedh hai jo bhagwan aur guru se vimurkh karti hai gandi ichchhae lekin jo achchhi ichchhae hai unko aur badhana chahiye gandi ichhao ka tyag karna chahiye lekin ham shri ji ke darshan guru ji ke darshan bhagwan naam jap bhagwat leela katha ye ichchhae to badhni chahiye agar ye ichchhae badhni nahi to labh kya mila hamen
bhakti ka theek hai
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- jisse prem hota hai, uski har chiz pyari lagti hai — jab ham kisi ko apna mante hain to bar-bar uski charcha karne mein, bar-bar uski charcha sunne mein aur wah gali bhi pyari lagti hai jismen apna pyara rahta hai aur uske padosi bhi pyare lagte…
- bhagwan kab milte hain? Har sadhak ko janna chahiye | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj — ek bar narad ji maharaj bhramn karte hue ja rahe the to kuch samip pe ek bat vriksh ke niche mahatma bhajan kar rahe the ek peepal ke niche bhajan kar rahe the to narad ji ko pranam karke bat vriksh wale…
- mouka bar-bar nahi milta. Kahin der na ho jae! — yah jitni bhi gandi baten hain madirpan karna, mans khana, juaa khelnaa, vybhchar karna yah sab mahapap hai. Buddhi ko bhrasht karakar aise jeev ko nasht ho jaata. Yah samjh mein nahi aata. Manushya sharir…
- mangi hui har chiz kyon nahi milti, kya wajah hai? — maa ke paas gaye hamen itne rupaye dijiye nahi hamen chahiye itne nahi denge nahi denge nahi denge to badmash barbad karega to yah baat maa se hi ho sakti hai dusre se nahi ho sakti aap dusre se…
- 🤍🤍radhapiy ju ke phool bangla mein darshan 🤍🤍 — Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha [ghanta] Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha…
- kaliyug mein aisa kya khas hai jo Satayug mein bhi nahi? — kalyug papon ka vistar karega to munio ne vichar kiya ki papon se kaise bacha jae to bhagwan vyas dev ji us samay ganga ji mein snaan kar rahe the to sabne socha chalo vyas ji se chalkar ke…