॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

apni vritti ko sansaar se cura-churakar shriji ko dene ke liye nikle hai aur sansaar …

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

apni vritti ko cura churakar sansaar se shri ji ko dene ke liye nikle hain chhupa chhupakar shri ji ko aur sansaar hamari mrityu ko cura cura kar shri ji se hatata hai yahi yuddh chal raha hai bas yahi theek karna hai sadhna bas isi baat ki hai khub naam jap karo nirantar Priyalal ke ashrit raho aur teen baton se bachne ki koshish karo yah teen bhagwat prapti mein bahut badhak hai kanchan kamini kirti inko dimaag mein baitha lo inki chah na ho inka sang na ho inke prati hamare hriday mein koi asakti na ho to isi janm mein bhagwat prapti sahaj mein ho jaegi

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi