॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jo log kahte hain ki hamen bhagwan par astha nahi hai, ve ek bar dhyan se sunen.

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

bhagwan ko tum log kya samjhe naukar samjhe ho kya tum bhagwan ke ek ko na mano sab suvida bhagwan tumko diye hai tumhara sharir bhagwan ka diya hua tumhari buddhi bhagwan ki di hui tumhara khanpan sab kuch bhagwan ne diya hai tumne bhagwan ko kya diya hai iske baad bhi bhagwan tumse koi shikayat nahi kar rahe aur tum kah rahe ho bhagwan pe astha nahi tum bhagwan ki agyaa ka palan karte ho aap vichar karo jo manushya jeevan ka param kartavya hai tum bhagwat agyaa ka palan nahi karte phir bhi bhagwan naraz nahi hai ab iske baad tum wahan shart pe shart rakhte chale jao paap tum karo karm ka phal aayega bhogne ka gussa ho bhagwan pa ra ye baten to theek nahi hai hamen batao bhagwan ki kamzori kya hai kya kami hai bhagwan ke paas ham nahi samjh mein aata hai ha avashya mein bhog tavy katam karm Subha subham jo ham karm karenge uska hamko bhog bhogna padega y siddhant hai to ab ham achhche karm karen na to apne aap sukh aayega to apne aap bhagwan ki jai bolenge bure karm karenge dukh aayega to bhagwan par shraddha bhi

hategi hamari durgati ho jaegi jis shraddha se ham bhagwan tak pahunchte wahi shraddha khatm ho rahi to phir hoga kya

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi