॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

aapka satsang sunne ke baad bahut se log vairagya se rahna chahte hain kya yah uchit hai ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maine jab se aapka satsang suna hai vairagi jeevan jine ka man karta hai par parivaar ko dhokha dene se dar bhi lagta hai vairagya lekar jaoge kahan vairagya kis baat ka bhag ke kahan jaoge rahna is sansaar mein hi hai hamara koi nahi sansaar mein aur sabko i hamara hai ba is bhav se agar ghar mein raho to tum ek sanyasi hi ho aur agar apne kamdal aur langoti mein asakti hai to wo grihasth hai aur tum pure parivaar mein va asakti nahi hai to tum sanyasi ho andar se hamen sudhar karna hai hamen bhagne ke baad pata chala ki bhagwan ko prapt karne ke liye kahin bhagne ki zaroorat nahi man ka uddeshya badalne ki zaroorat hai apne aacharan badalne ki zaroorat hai apna uddeshya badal gaya sab baat ban gayi nahi agar mata-pita ki seva karna ho byah kar liya hai putr hai patni ab bhagna uchit nahi ab wahin baith kar ke bhajan karte hue bhagwan ki prapti karo grihasth dharm se bhi bhagwat prapti hoti hai bada vichitra maya ka khel hai ghar mein rahoge to bhagwan ki yad aayegi aur lagega main bahut grahasti hoon prapanch hoon wo jeevan jo

subah se lekar sham tak bhajan karte hain tumhen udhar mahatva rahe aur jab idhar aoge na to idhar se phir udhar ka mahatva rahega jab mahina do mahina char mahina chha mahina sanyam se rah ja to yad aayega to wo yad ana khtrnak hai mujhe lagta hai wahan rahkar ye yad ana badhiya hai yahan rahkar wo yad ana theek baat nahi khas baat bhajan hota hai yad smriti agar sansaar mein rahkar bhagwan ki smriti aa rahi to bahut jor ki baat hai aur bhagwan ke paas rahkar sansaar ki smriti aa rahi to bahut ghatiya jeevan hai bahut ghatiya jeevan hai kahan baithkar kya yad kar raha hai aur tum kahan baithkar kya yad kar rahe ho yahi khas baat hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi