॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

mrityu ke kasht aur bhay se kaise mukt hon?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

mrityu is sansaar mein bilkul satya hai ham kaise ise prakritik rup se dard aur bhay mukt bana sakte hain mrityu kiski hai hai nahi mrityu kisi ki nahi hai panchbhut akriti bikhri panch bhauton mein mil gaye jeev man panch gyan indri panch karmendirya inko lekar ke age yatra shuru ki kuch nahi mara transfer hua transfer hua panchon tatv apne tatv mein mil jeevtma indriy aur man ke saath age nikal gaya mrityu kiski hai haan jo deha bhimani jeev hai usko gyan na hone ke karan deh ki bhaykar pida jab pran nikelte hain us samay use mehsus hoti hai to agar ham bhajan kar le bhagwan ki kripa prapt kar le to jaise matvale hathi ke gale se chhoti foolon ki mala tutkar gir jae use pata nahi chalta aise hi bhakt ki jab mrityu hoti hai to use koi kasht nahi hota marne se sab jag dara mero man anand kab mari ho kab bhet ho purn parmanand mrityu ka bhay usko hota hai jo agyani hai aur jo sharir aasakt hai aur jo bhogon mein rat hai jo bhagwan mein rat hai jo bhakti man hai jo gyani hai use kasht

nahi hota

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi