॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

vyast rahne par bhajan nahi kar pate hain to kya karen?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ma ji vyastata itni rahti hai shikshak hai pdhana hai ghar pa bachchon ko bhi dekhna hai ham shikshak nahi hai kya man lo aap shikshak ho to aap to bachchon ko padhate ho ham tumhen padha rahe hain nahi padha rahe ye padha nahi rahe kya hamara class nahi laga kya to ham kya bhajan se vimurkh hai kya ham pehle sab jab aap ate ho to ham apne bhagwan ke chintan mein hote hain jab ham aankh kholte hain to sabse pehle bhagwan ka rup dekhte hain ye sab mein rupon mein mere bhagwan aae hain mujhe pyar karne aur yah prashn karke aur yahan se uttar de kar ke karte donon kam wahi hai anand badhate hain ab hamse jo bhi baat karoge ham baat karenge apne bhagwan se baat kar rahe hain jab aapke vidyarthi aae to sabse pehle aap dekho ki bhagwan vidyarthi rup mein aae kyonki jab srishti nahi thi to keval bhagwan the jab srishti nahi rahegi to keval bhagwan rahenge to beech mein jo kuch hai wo sab bhagwan hi hai pakka samjho to

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi