॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab pujya maharaj ji ko khani padi balu (ret).

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

itni vyakulta bhook ki jab kuch ray nahi gaya aise uthaya chhote-chhote shankh ke tukde hote hain na wo sipi aadi ke unko bin ke alag kiya ki aath mein na lag jae aur aise Gangajal se teen char muthi pet mein aise tab ek hamko sant ne danta ki tumhari ate koi lohe ki thodi hai jo tum balu kha rahe ho kai kai din bhojan nahi milta ab Gangajal kahan tak piye jawan na ho to pani ki maang ho to bhi ek din man mein aaya ki ra balu bhi to bhagwat swaroop hai pao isi ko to bhagwan ne sant ko dikha diya unhone

dant lagaya unhone kaha aaj ke baad mat pana agar hamari baat manoge santo ki baat bhagwan ki baat hai hamne kabhi sharir ko apna mein mana hi nahi sardi garmi barsat bhookh pyas sab hamen kambal se sardi mein dar lagta tha ki agar main kambal uda meri asakti ho gayi to kambal se saanp ki tarah dar lagta tha apna achla utara usi ko odh liya aur ratri par ki aise puri sardi ho gayi isi baniyan se abhi i jaise puri sardi ho gayi itna jitna garmi mein pahnte hain utne se hi hai yahi hamari poshak hai garmi

ki bhi yahi hai barsat ki bhi aur yahi hai sardi ki bhi bhagwan ke bal se jaisi ek rahni mein jaise wo age wo jane unhin ka bal kam karta hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi