॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

chhoti-chhoti baton par khush ho jati hoon, par khushi zyada der nahi ruk pati.

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

waise to chhoti-chhoti baton par khush ho jati hoon par khushi zyada samay tak ruk nahi pati kyon khush ho jati ho mat khush ho chhoti-chhoti baton mein mat khush ho badi baat mein khush ho matlab hamesha matlab bechaini rahti hai chahe so rahi ho chahe ja bachchha naam jap karo abhi anand aa jaega main kar da kitna 24 ghante ke 24 ghante ke andar jaise kam kar rahi kuch bhi kichan mein kam kar ra ho tab bhi aur free time mein bachchha phir ye dasha nahi hogi naam japak chhoti moti labh mein khush nahi hota ki vyarth mein pareshaan ho yar pura theka anant brahmand ka bhagwan liye tum apne sharir ke theke mein pareshaan ho iska bhi bhaar bhagwan ke charnon mein samarpit karke nishcint nirbhay nishok ho jao bhagwan ki sharanagati mein apaar sukh hai chinta mat karo tumhare chehre se lagta hai ki tum chintit bahut rahti ho matlab jaise thinking chalti rahti hai ki kya hoga matlab is tarah se ghar ka bhi soch kuch to naam jap kab karte ho maharaj ji subah uthte hi main bhajan sunti t ke Radhe Krishna Radhe Krishna haan bhajan bhajan ek wo talwar hai jo hamare

vyarth ke chintan ko katti hai jab hamara koi vyarth chintan banne lage Radha Krishna Radha Krishna Radha turant shanti milegi bachchha turant to aap aise anubhav karo ki hamare upar bahut kripa hai shri ji ki naam jap karo aur jab bekar ki baten ane lage dimaag mein to satsang mobile se satsang sunne lago are wahi hoga jo prabhu ne raksha hai hamke kya chalta hoga wahi pyare jo Ram ji ko bhae Radha Radha Radha Krishna Radha Krishna ja

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi