॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ai chinta mat karo ! Bhagwan se milna ho jaega , bas itna kar lo !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

meri baat man lo aaj yah samjh lo ki tumhara antim samay ho gaya ab aaj niyam lo ki antim samay mein jaise koi paap nahi karta bole antim samay hai amuk dan karva do amuk satkarma kara do Gangajal pila do bas aise hi tum jio pata nahi kaun sa pal antim samay har samay naam jap karo har samay punya bhavna rakho dusron ko sukh pahunchao pavitra raho bhagwat prapt ho jaoge har swas tumhari bhagwat prapti hai agar har shwas mein naam chal raha hai to chinta mat karo wah akhiri shwas bhagwan ki prapti kara degi jaise putr ke bahane se Ajamil ne pukara narayan to bhagwan hari ke parsad aa gaye yam duto ki phansi kaat di aur unhen jeevan mukt bana diya

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi