॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

pitaji mataji ko marte the, to hamne unhen ghar se nikal diya, kya yah sahi hai?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

inke pitaji abhadr vihaar karte hain inki mata ji ke prati to inhone unko danta aur bura bhala kaha to wah ghar chhod ke chale gaye jiska arop mujh pe laga hai ki abhi aapki wajah se pitaji chale gaye amma ko mar na kah re bahut gandi gandi galiyan aur abhadr vihaar mata ke saath kar are maa hai ab theek hai aapki patni hai to aap thoda do char shabd kabhi kadwe bol diye koi baat bigad gayi ab aise thodi ki pashu ki tarah tum maro maharaj ji wo kya hai ham bachpan se aaj tak yey chijon dekhte aae hain to 28 sal ke ho gaye ham haan bilkul hamne pahli bar aisa kiya hai pata ji ke saath unhone jawab diya hai ki ab bas karie bilkul bilkul de dena chahiye aur achhche se jawab de dena chahiye ham is baat mein bilkul paksh mein hai aapki aisa nahi ki maa ke saath atyachar ho aisa nahi bilkul na ave bilkul na ave tu chinta mat kar haan uchit vihaar jo pati-patni ka hai wo to phir ham nahi bolenge beech mein lekin raaksasi swabhav tum to phir theek nahi hai phir theek nahi hai phir maa pratham hai pita

dviti mein agar pita maa ke saath atyachar karta hai to jab tak balak the to balak ab jawan ho ab aap uski raksha karo hamare dil mein ye rahta hai ki pitaji ki bhi seva ho sake mata ji ki bhi ho sake magar ye ye uttam baat hai ye uttam baat hai lekin yadi wo aise aacharan karte hain to kaise ho sakta hai phir unko apne karmon ka phal bhogna padega aap mata ke paksh mein raho usko dular karte raho aur jab pitaji aswasth ho jae kisi koi seva layak na rahe to unko utha lo unki khub seva karo unko khwa piyao

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi