॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhagwan ne hamen dhan diya isme hamari kya galti ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

mar ji aap dhani logon se naraz hai kya agar ishwar ne hamen dhan diya hai to ismen hamari kya galti hai naraz kahan hai sa mein batte kine kya dhani la chat tata ahankaar ek ne hamare wahan shisha lagwaya hit dam mein haan to hamne dekha k thoda samjhne lage ki hamne shisha lagwaya to Baba hamen aadar karega ham kaha hathauda manga ke rava ke isko footpath mein bikwa denge abhi ahankaar yukt ki hui seva hamen nahi chahiye nyata se to ham kisi ko puchte hain kya dhani ho ki garib ho sabko barabar pyar dete hain agar tumhen dhan ka garv hai to dhan kuch chij nahi hamare liye uska koi mahatva nahi hai aur agar aap pyar se karte ho aur dainya hokar to ham bhikshu hai hai jo rakh diya usi se sab chal raha hai koi drama thodi hai ki aise aa jaega ja ham agar gaadi se chal rahe hain to kisi ki gaadi hai agar bijli chal rahi hai to kisi ne paisa diya hai agar ham bhojan pa rahe hain to kisi ne vyvastha ki hai bina vyvastha ke thodi to agar ye dhan ki dwara vyvastha na hoti to ye karya nahi chalte to ham dhani hon

ka nirader nahi karte lekin aham kayon ka nirader karte hain agar pa rapae shraddha se nikal ke deta hai to uske daal manga lenge namak roti manga lenge wo chalega kyonki ye bhagwat marg hai agar dhani hon ka sammaan hua keval to ye garib jan kya kahenge chalo anya jagah to anya jagah sadhu mahatma bhi dhani hon ka hi swagat karte ho garibon se baat nahi karte aisa nahi yahan chahe dhani ho chahe garib ho yahi baithega jahan baithe ho jo paddhikari hai uska ham isliye sammaan kar dete hain wo bhi hamen kya

pata aap kaun hai jab aap kahoge ki ham emaelae hain ham sansad hain to hamare bharat sarkar ne jo tumhen suvidhae diye hamari praja ko seva karo isliye tumhen pradhan sevak samjhkar Swami samjh ke nahi pradhan sevak samjhkar tumhara aadar karte hain aur lena dena kuch nahi kisi se dhani purushan ka nirader nahi karte unke ahankaar ka nirader karte hain ham aapko pyar kar rahe hain kisi lobh se kar rahe hain kya aap kuch deke aae ho kya aap kuch deke to nahi aae na pyar kar rahe hain ham ko ya haan aap jab doge tab ham nigrani us pare rakenge ki aap dainya hota se de rahe ho ya ahankaar se de rahe ho agar nyata se de rahe ho to ham ichchhuk hain ahankaar se de rahe ho to ham badshah hain tere paas nashvan dhan hai mere paas avinashi dhan hai tu bhikshuk hai main nahi aur jab aap danata se de rahe to ham bhikshuk hai tum dada swagat sammaan aadar sabka

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi