॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhakti ko chhupane ka sahi matlab kya hai ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

main jaise raj laga ke jaata hoon office ab main wahan ja raha hoon office mein to wahan char log pooch rahe hain ki accha yah to matlab tum to bahut puja pathi wale ho gaye ho dekho aap dekho bade-bade officer aise hain jo tilak laga ke jaate hain aur yah yahi to aapko kahenge ki bade bhagat bante ho matlab bhagwan se jodenge burai to nahi ki kya wah log sharab pina chhupate hain kya wah gandi baten chhupate hain use garb se pite hain to aap bhagwan ka naam aur bhagwan ki bhakti kyon chupae wo chhupane ka matlab hai ki aap kitna naam jap karte hain haan aap kyaak karte hain ye aapko batane ki zaroorat nahi lekin ham jaise tilak lagae to hamare bhagwan ka dasat hai tilak laga li jaise maine pura na laga liya ji to koi kuch nahi nahi ye ye theek hai ab ismen yahi koi kahega ki tum bhakti karte ho kya bas chup rahe koi uttar nahi diya aise koi uphash kar ra dekho to bade bhagat ban gaye to koi bura to nahi bola bhagwan se hamara sambandh hai usi ko kah rahe hain ki bhagwan ke bhagat hai agar man lijiye mita diya to usse koi

paap to nahi hota hai nahi mitana nahi lag gaya to gardan katwa sakte mita nahi sakte samrat Akbar ne yahi adesh kiya tha to Madhukra shah ji ne upar ka kapda bhi hata kar ke dwadash tilak laga ke gaye the aur jab kaha mera pharman nahi suna to talwar khinch li aur kaha yah anant mulkon ke badshah ka dasat hai tu ek mulka ka badshah hai agar iske mitne ki takat rakhta to pehle vah bhai vah vah achhche tilak to aap hi nikle jo apni nishtha mein nahi to aur sab mita ke gaye the to yah hamare ishwar ka dasat hai

ise na koi aur mita sakta ta na ham mita sakte hain

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi